Loading

Friday, December 7, 2012

eak wo bhi jamana tha , eak ye bhi jamana hai....
tab hum besamajh the......
par hume samajhne wale bahut the..,
aaj hum samajhdar ho gaye hain to hume samajhne wala koi nahi.....aaj bhi sahara tumhara hai.
warna hum to kabhi ke ladkhada gaye hote.....